Friday, 2 September 2016

Jio Related Question In Hindi

1. Reliance Jio kya hai ? Jio ek 4g internet service provider hai, jisko reliance ne launch kiya hai. Matlab kaha jaye to reliance ne 4g net service start karne ka faisla kiya hai, jiska name reliance Jio rakha gaya hai. Reliance Digital Store par is 4G service ki puri jankari di ja rahi hai. Aap apne ghar ke najdeek kisi bhi store par iski jankari le sakte hain. 2. Reliance Jio Sim kitane paise me milega ? Kya Milega ? reliance jio 4g sim card price Lyf Mobile Purchase karne par Reliance JIO Sim free of cost milega. Jio preview offers me user ko 90 day unlimited videos aur calling, unlimited sms, unlimited 4g internet mil raha hai. isake sath user Simultaneously Live Play, Live On-Demand, Live Money, Geo Mag, Live Bits, Express Geo News, Geo and Geo-drive premium application bhi use kar sakte hai. 3. Reliance Jio Sim Kaise Paye ? Agar Aap Reliance Jio Sim lena chahte hai to aapke pas sabhi option hai. 1. reliane “LYG” ka koi bhi brand new phone lene par bhi aapko ye sim card mil jayega. 2. JIO Sim sirf Reliance Digital Stores par bhi milega. Agar aap reliance jio SIM buy karna chahte hai to nazdiki reliance store par jaye. 3. Agar reliance ka koi bhi karamchari (employee) aapko invite karega. Invite karne par wo aapko ek invitation digital code provide karwayega. Unn codes ko hum reliance Jio ke kisi bhi store me le jakar dikhakar or sim ke liye apni id proof or 1 passport size photo dekar Jio ki sim le sakte he. 4. online Reliance Jio 4G Sim pane ke Liye www.Jio.com par jakar apna registration kare. iske email ko follow kare. 4. Reliance Jio SIM Kitne Days Me Activate Hota hai ? reliance JIO SIM card shuru me One day fully activate ho jata tha. Lekin ab ye process aur bhi adhik long and safe ho chuka hai. Islye apka Reliance Jio 4G SIM 3- 5 days me activate ho sakte hai. 5. Kya JIO SIM Sabhi 4G SET ME Support Karta Hai ? Ha ab reliance JIO Phone sabhi 4G and VoLTE phones me support kar raha hai. SIM lene ke liye nazdiki reliance store me contact kare. Yad rakhe Jis handset me 4G and VOLTE dono features hoga usi me JIO SIM support karta hai. 6. Reliance Jio Sim Laptop aur PC me use kar Sakte hai ? ek bar agar aapne apane mobile se jio sim card ko activate kar diya hai. to aap ise apane pc, laptop me bhi Reliance Jio 4G Use kar sakte hai. 7. Jio Ka Sim Card Kisi bhi Mobile me Use Ho sakta hai ? yes, other nonvolte supported phones bhi Reliance Jio 4G use ho sakta hai. but isake liye aapko kai option se kam karna padega. aapko xposed installer android Application ka Use karna padega. isake bare me mai aapko alag se ek article next time provide karunga. 8. mere mobile me jio se free internet kyu nahi aa raha hai ? aapka mobile supported na ho. ya fir aapne jio sim jis mobile me activate kiya ho aur bad me badlne se bhi free net nahi aayega. 9. mobile me Jio internet setup kaise kare ? aap jis mobile me Jio sim code ko geterate kiya hai. is mobile ke network settings me jaye. aur isame network ” LTE ” Setup karte. isake bad Reliance Jio 4G sim card add karke use kare. 10. Kya Jio SIM national roaming me use kar sakte hai ? ha, aap jio application ki madad se sabhi location me Jio’s national network ko use kar sakte hai.Reliance Jio 4G internet bhi use kar sakte hai. 11. Partner Jio Preview offer code generate kaise kare ? 1) Download & Open MyJio App from Play Store 2) Tap on ‘Get Jio SIM’ on the Banner 3) Tap on ‘Agree & Get Jio Offer’ 4) Select your location from the drop down 5) Read through the steps and click on ‘Next’ 6) Offer Code can be viewed on the screen. Please note down your Offer Code 7) Check the required documents for submission and visit the nearest store (Reliance Digital & Dx Mini stores, Modern Trade outlets and prominent multi brand Jio stores). 12. Reliance jio sim card ke liye kya documents chahiye ? agar aap Jio sim buy karna chahte hai to valid Proof of Address (POA), Proof of Identity (POI) , passport size photograph. leke Reliance Digital/Dx Mini store me jana hoga. 13

No comments: